-->

gkexpres site ke madat se hum logon ko new upcoming movie,current affairs new technology,historycal facts,indian ,odisha job,festivals,artichteture,internet,gk,earning app review,type ke sare jankari dete hain

बुधवार, 20 मई 2020

jaganath temple // puri jaganath temple ke kuch rochak baten // rath yatra(puri)

   jaganath temple ek hindu logo ke mandir hai, tretaya yog jab khatam hua to kaliyug me lord bishnu jaganath ke rup me ek murti ke andar rehene lage,jise hum jagat ke nath jaganth kehete hai odisha ke puri namak ek jagaa hai jise hum shrikhetra bhi kehete hai isi jagaa me sriganath ke mandir hai, jahan hardin bhagban ke puja archana kiya jata hai ur harsal lord jaganath ko rath me bitha kar apne mausi ke ghar laya jata hai jise hum rath yatra bhi kehete hai, dunia ki charo dhamao me se ek dham puri hai jahan har din lac lac bhakt bhagban ke darshan karne keliye ate hai ur rath yatra ke din to puri me crode ki bhakt ate hai ur usdin jo najara hota hai jaganath ke wo sabdo me bayan nehi kiya jasakta hai,
sri-jaganath-temple-kisne-banaya

puri temple kisine banaya hai-
kitabon me ek baten alag hai ur odisha ke purwojon ne kuch dusra kehete hai to chelo hum pehele kitawon ke bate ko janlete hai,
   
      sadiyon me me jab odisha ke nam kalinga hua karta tha us wakt odisha ke hindu raja yani anantabarma chodaganga deva ne mandir suru kiya tha,mandir ke jogmohan ur biman bhag inke sasan kal 1078-1148 me banwaye the uske bat 1197 me kaling ke ur ek sasak ananga vim ne isi mondir ko bartaman rup diye thaa yani mandir ka pura nirman kiye thaa,jab mandir ne banke teyar hogaya tab puja archana suru kiyagaya 1558 tak tab isi sal ne afganistan ke general kalapahad ne odisha ko attack kiya tha uski wajase mandir ko bahut luksan pahachene wala tha tab sri jaganath murti ko chilika ki ek jhil me gupt se rakhagay kei sal tak ur mandir band padaraha iske bad ramchandra khurda ne ek swatantra rajya sthapit kiye ur fir mandir me puja suru hua tabse leke ajtak koibhi badha nehi ayi hai mandir me,

purbajon ke baten-
    logo ka manna hai ki mandir ko kisine nehi banaya ya tha ea mandir khud banatha, kei hajar sal pehele  ek kisan ne kheti karne keliya jamin khod raha tha ur isi mandir ke kumb yani mandir ke choti dikhne mila tha tab wo kisan wo dekhke heran hogaya ur gaon ke logoko bulaya tab sablog ea kiya hai use janne kelie sab log mitti ko khud ne lege mandir itna bada hai ki wo log mehena bhartak bhi khud nehi pae, fir ek din wo log khod liye ek bishal kaya mandir ko job mandir ko puri tarikese khodagaya to mandir ke darwaja dekhne ko mila tab wo log mandir ke andar kiya hai wo janne keliye koisi kieye logo kamnna tha ki isi me kuch chhupa hoga ur wolog jab darwaja ko todne lege ur andar gaye to kuch nehi thaa sirf mandir ke andar 3 murtiyan the ek jaganath dusra bhalabhadra ur unke behen subhadra ke logo ne bahut hi ascharj hone lage ur bolne lage are ye kiya iahan to 3 putla hai fir wahan ek akash bani hota hai ki ap jise putle keherehe ho ho putla nehi lord bishnu ne jaganath ke abtar leke kaliyug me aye hai apke praschit karne ea sun ke sabhlog heran hogaye ur kehene lege he bhagban hum to there aygayani to isi putle ko hum kiya kare jo bhagban hume santust honge pr whan to sunne wale koi nehitha logoke man me chinta agaya ese karke rat hogaya ur jub logone sone lage tab ek ne usi gaon ke aspas logo ke sabhi ke sapnome jaganth ke darsan hue tab sob log hairan hogaye ur jabsubha honelaga log fir mandir ke or daudne lage ur raten wala sapno ko ek dusre ko share karne lage,
tab logone usi mandir ko saf safai karke mandir me puja aradhana karna surur kardiya wo log jokha tethe wo log wohi chiz ko lake mandir me bhog chadha te the kiyun ki unke puja kaise kiya jaye wo patanehi tha tabse lekar ajtak usi bidhi se hi puja kiyajata hai,ajbhi mandir me har ek din 60 aitum ke bhojan bhagban ko diya jata hai jise hum abhada kehete hai,
jaganath-temple

about lord jaganath temple-
 1- puri mandir ke ek nehi sahashra nam hai jese shrikhetra,nilchakra,jaganath dham,nilagiri,chakadola,jaga kalia,nilamani,

2-puri mandir ke hight 214 feet, ur ea mandi 40.000 brg se faila hua hai,

3-puri mandir ke jo kumbh me lagahua hai chakra uske nam nil ckakra hai wo bhagban bishnu ke sudarsan chakra hai,nilchakra ke weight 2200 kg ur hight 11 feet hai jo hairan ke bat hai dikhne me kitna chota lagta hai,

4-jaganth mandir ke upar jo flag laga hai usi ke nam patitapabana hai,

5-jaganath mandir me sri jaganath ke sath unke bhai bhalabhadra and unke bahen subhadra bhi hai,

6- har sal me bhagban jaganath ko rathme bitha kar lejata hai apne mausi ke ghar jo hum rath yatra kehete hai, ea har sal hota hai ur har sal naya naya rath banaya jata hai,

    so freind rath yatra ke bare me pura jane keliye niche coment karna taki me motivte ho ke apkeliye kuch rath yatra ke bareme rochak bate bata saku,
                                      jay jaganth

my self jagabandhu from-balangir (odisha)
      ese hi historycal jane anjane baten ko jane ur padhne keliye ap isi website ko folow kijiye so freind bhagban kare apke din mangal ho, jay jaganath

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

how can i helf you

टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.