-->

gkexpres site ke madat se hum logon ko new upcoming movie,current affairs new technology,historycal facts,indian ,odisha job,festivals,artichteture,internet,gk,earning app review,type ke sare jankari dete hain

सोमवार, 25 मई 2020

puri rath yatra 2021 date // puri jaganath rath yatra history in hindi

puri rath yatra history ko aj hum janenge sath hi puri rath yatra 2021 date ke bare me bhi charchaa karenge isi chhote se articel par,sabhi ko pata hai ki puri jagannath temple charo dhamo me se ek dham hai jahan shri bishnu 60 prakar ke bhog lete hai bane rahiye akhri tak,

 
puri-rath-yatra-history-in-hindi
puri rath yatra history

rath yatra history in hindi

puri rath yatra history bahut hi lajabaab hai batadun ki yah festval pichhle 1,000 sal se kiya jaaraha hai,yaha yatra har sal asadh ke suklapahya yani jully ke mehine me hota hai,ya festval ki twihar ek din nehi ya do din nehi pura 10 din tak laga reheta hai,prithibi me rath yatra ke alawa koi bhi twihar 10 din tak lagatar nehi manaya jata hai,rath yatra ki arambh me jitna jorosoro se bhagban ke puja archana karke rath ko khincha jata hai thik usi tarah 10 din tak utna hi dhumdham se is twihar chalta reheta hai ur bhakton ka bhid 10 din tak utna hi bhara reheta hai jitna pehela din me hote hai,


rath yatra kiyun manaya jata hai

kiya apko pata hai puri rath yatra kiyun manaya jata hai ? is mahan yatra isiliye hota hai ki sadion pehele jab jaganath prabhu ke behen subhadra apni sasural se maike aai thi to prabhu jaganath ko subhadra ne nagar bhraman karne keliye ichha karte hai to bhagban ne apne behen ke baton ko tal nehi sakte isilie tino bhai beheno ne nagar paribhraman karne keliye rath me sabar hote hai usi wakt prabhu jaganath ke mausi gundicha ko subhadra ghar aneke khabar jab milta hai to unhone tino bhai beheno ko apne ghar bulate hai,wahan pe tino bhai beheno ne apne mausi ke ghar 10 din tak rehe jate hai,isiliye rath yatra 10 din manaya jata hai,


suru  se lekar ajdin tak ese hi paramparik ke tar se puja hota hai ur rath khincha jata hai,jagannath temple me sri jaganath ke sath apni bhai bhalabhadra and apne behen subhadra bhi rehe te hai jo ki ek hi mandir me puja pate hai, rath yatra keliye har sal naya naya rath banwaya jata hai nim ke ped se,ek jaganath keliye dusra subhadra keliye ur tisra bhalabhadra keliye, tino rath ke dusra dusra nam bhi hai, jaise-

puri-jaganath-temple-history

puri ke 3 rath ke nam

aj hum apko puri ke 3 rath ke nam batayenge or yah rath har sal naya naya banaya jata hai god jagannath,subhadra or bhalabhadra keliye,yah sare rath ke nam alag alag hai or koi 16 chakka wala to koi 24 chakka wala jahan god sabaar hoke apne mausi ke ghar ghumne jate hai gundicha ko,

nandighosa

yah jaganath bhagban ke rath ke nam  bahut hi madhu r jiska nam hai nandighisa jise garud dhuwaj bhi kahajata hai ,yaha rath 45.6 feet hight hota hai ur yaha rath me 16 chakaa hota hai, yaha jaganath prabhu ke rath ko lal ur pila kapde se ghera jata hai ek mandir ki tarah,

darpadalan

god ke behen yani subhadra ke rath ka nam hai darpadalan ur isi rath me 12 wheel yani chakka hota hai ur rath ke hight 44.6 feet hoti hai,yah rath prabhu jagannath ke rath ur bhai bhalabhadra ke rath ke bij me rakhajata hai,

 

taladhwaja

god ke bhai bhalabhadra ke rath ke nam hai taladhwaja or yah rath me 14 chakaa hota hai,isi rath ke hight 44 feet hota hai inhi sare rath ko ek sath khincha jata hai jiski rassi hajar hajar log ke hatho me hota hai,

puri rath yatra 2021 date

kiya apko puri rath yatra 2021 date jante hai nehi jante hai to koi baat nehi hum bata denge,isi sal yani 2021 me puri rath yatra sehi date hai sambar ke din 12 tarikh ko jully mehina ma hai yani mon/12/jully me hai,agar ap kabhi puri jate ho to hume jarur mile hum apkeliye madat karenge bas apko gkexpres google me search karlena hai,

 

ummid karta hun ki apko puri rath yatra 2021 date mil gaya ho isi articel ko share kar dena taki rath yatra  kiya hai sab ko achhe se pata chele,agar koi sabaal ya koi bhi sujhab ho puri jagannath rath yatra history in hindi ko leke to jarur coment karen hume thanks jay jagannath

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

how can i helf you

टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.