odisha ke hirakud dam history ko aj hum hindi me janenge ki such me hirkud dam history kiya tha kaise itna bada dam banane keliye lakhon log beghar ho gaye or apni sab kuch luta diye,in sare baten inhi post ke andar apko mil jayega jise ek bar apko padh lena chahiye nehi to india ke inhi dard bhari itihas ke bare me ap nehi jan paoge ki kiya kuch asal me hua tha ,
hirakud dam history
![]() |
google images |
Hirakud dam gk
1-odisha ke sambalpur distric me hirakud dam mahajut hai2- hirakud dam ka contruction 1946 me suru huatha ur 1953 me banke teyar hogaya,
3-hirakud damke lenth 25.79km hai,
4-hirakud dam ke heghit 60.68m hai,
5-hirakud dam ke budget 81 billion hai,
6-hirakud dam ke pani ko chod ne keliye 64 sluic gate and 34 crest gate banaya gaya hai,
7-hirakud dam 2 pahadi ke biz bana hai jiska durta 25.79 km tha,
8-hirakud dam ko sr visbeswarya ki riquest se dr ambedkar ke mulltiple propose pr banayagaya hai,
9-hirakud dam ke dono site do tower hai jo ki ghandhi minar ur neheru minar ke nam pr janajata hai,
11-hirakud dam keliye garib logo ko apni zamin ko khona padatha ur uske badle kuch nehi mila tha,
12-hirakud dam me jitna congcrit ur ciment laga hai wohi ciment ur congcrit kashmir se kanaykumari tak ek 10 feet chauda rasta banaya jasakta hai,
13-hirakud dam ke contruction time me bahut logo ki jan ko hath dhona pada tha,
14-hirakud dam ke undar bahut hi bade bade mandir panime dub gaya hai jo ki kuch mandir tut gaya hai ur kuch mandir aj bhi wesehi pani sukhne pr dikhta hai,
15-hirakud dam me bijli uptadan hota hai jo ki 364 mgawat ki hai,
16-hirakud dam dunia ke sabse lambe dam hai,
![]() |
hirakud dam |
hirakud dam is built on wich river
agar apne suru se leke akhri tak isi post ko padh liya hoga to is sabal ke jabab bhi apko mil gaya hoga ki hirakud dam is built on wich river hai na,fir bhi me apko bata deta hun ki hirakud dam odisha rajya ke mahanadi river me banaya gaya hai jo ki sambalpur dist ke hirakud gaon me,
aasa kartahun ki apko hirakud dam ke bare me achhe se jankari mil gaya hoga,to kiya khayal hai hirakud dam history ke bare me coment karen,
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
how can i helf you
टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.