-->

gkexpres site ke madat se hum logon ko new upcoming movie,current affairs new technology,historycal facts,indian ,odisha job,festivals,artichteture,internet,gk,earning app review,type ke sare jankari dete hain

शुक्रवार, 5 जून 2020

howrah bridge history in hindi // howrah pul kisne banaya // howrah bridge lenth,width,hight,cost,about howrah pul

   Howrah bridge history in hindi,howrah bridge lent,width,hight,cost,built date and who build the howrah bridge,harwrah bridge gk(unkonwn fects),why howrah bridge close at 12 o'clock,kolkata ke howrag pul ka rahasya kiya hai, howrah bridge ke nam  bidyasagar setu kiyun tha,howrah pul ke bareme aj hum baten karenge isi post me so freind kolkata ke wo mahan karigari bridge dunia ki ek lota bridge pul hai jo hawa me ter raha hai, so cheliye kolkata ki wo mahan setu yafir kaho hanging bridge ke bare me jan lete hai..
howrah-bridge-lenth-width-cost-hight-budget-built-date
gogle images

hawarah bridge kisne ur  kab banaya-
        ea bridge  paschim bangal ke  kolkata ur howrah ko jorne wala ek bridge hai jise pehele bidyasagar bridge ke nam pr log jante the pr bat me iska nam howrah bridge rakhdiya gaya,ur ab pura dharti use howrah bridge ke nam pe janta hai, isi bridge ko pehelibar 1862 me banwane ke phaisala kiya gayatha pr nehi hopaya fir kolkata ur howrah ko jorne keliye ek floting bridge banaya gaya per wo bridge tik nehi paya jayada din, fir ek naya bridge banwane ka faisala hua ur 1936 me howrah bridge ka nirman suru hua tha,1936 se brisge ko banane me 6 sal laggaya tha1936 to 1942 tak, isi bridge ko jantakelye 1943 frebruyari me kholagaya,isi bridge ke nirman karne ka thika braiwhite burn and jesop contruction company ko diya gaya tha,ea bridge babgal ke sarkar ke paramars me banaya gayatha per isi bridge ke janma data braiwhaite born ne ea bridge ko bana ke itihas rachdiya,

howrah bridge ke lenth ur banwat-
      howrah bridge ke banawat kamal ki hai ea bridge sirf 4 khambo yani 4 pilar ke upar tika hai,pure bridge ke lambai (lenth) 705 m. hight 82 m ur choudai 22m hai pr kamal ka bat ea hai ki utni lamba pul me ek bhi not ya bolt apko dekhne ko nehi milega , isi bridge ka contruction esa hai ki hugli nadi ki is par 2 pilar hai yani howrah me 2 pilar hai ur kolkata me 2 pilar hai total 4 pilar ke upar ea kamal ka karigari kiagaya hai, ea bridge puri tarah se haw me ter raha hai,
howrah-bridge-gk-and-unkonw-fects-in-hindi

why howrah bridge close at 12 o'clock-
               najane kiyun howrah bridge ko banane wala engineer ne is bridge ko 12 bajei hi tutega esaa bhabishya bani kiya hai,uska kiya karan hai kisi ko pata nehi hai or isi baat ko leke kei sare sot karta ne bhi alag alag raya de rakhe hai par us 12 bajei samay ka asli raaz kisiko bhi pata nehi hai,
 
 
baat jo bhi ho jab se howrah bridge 12 o clock story ke bareme log janna chahate hai unhe humesa alag alag baten bataya jata hai,dhiyan denewali baat yah hai ki engineer ne jo baten bataya tha 12 bajei ke ghatnaon ko lekar usi baton ko ek rule banaya gaya hai or aj bhi us bridge ko 12 bajte hi 1 mint keliye band kiya jata hai,doston us engnieer ne 12 am ya 12 pm ko bridge tutega wo nehi kahatha isiliye din ke 12 bajei 1 mint or rat ke 12 bajei bhi 2 mint bridge ko band kiya jata hai,

howrah bridge some fects-
            
1-howrah bridge ko banane keliye 26,500 ton loha lagatha,
2-isi bridge ko banane ka kharcha 3,33 crode rupayahua tha,
3-isi bridge ka nam bahut sare hai-jaise rabindra nath setu,vidyasagar setu,howrah  brdge etc..
4-isi brdge ko 2020 me 77 sal pura hua,
5- ea bridge ke pehele ese hanging bridge dunia me nehitha,
6-isi bridge ka capacity 60,000 ton kg sambhal sakta hai per ajkal janaskhyan jayada hone ke karna 90,000 ton tak bhi chalajata hai,

about me-
      my self jagabandhu bag,from-odisha (balangir)
ese hi aitihasik chizon ke bare me jana chahete hai to hume folow kijiye ur update rehi ye, thank you so much

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

how can i helf you

टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.