-->

gkexpres site ke madat se hum logon ko new upcoming movie,current affairs new technology,historycal facts,indian ,odisha job,festivals,artichteture,internet,gk,earning app review,type ke sare jankari dete hain

रविवार, 28 जून 2020

indian railway history in hindi (indian railway) // indian railway gk

world 4th nomber bigest railway network india,indian railway history and gk in hindi,whos bigest railway platfrom in india,bigest railway station in india,indian railway,
indian-railway-fects

indian railway history-
    india me jab angrej sasan chalraha tha 1832 me india me rail chalachal ke peheli bichar kiya tha lud ausi ne ur 1837 me madras keliye rail ka suruat huatha jo ki malparibahan rail gadi tha,1840 me kolkata se leke mumbai tak bhi malparibahan railgadi teyar kiya gaya,1853 april 16 me peheli bar lokomotive yatri train mumbai ki woribandar station jo ki abhi cst hai nam pe janajata hai,cst to thane ko peheli yatri train chalayagaya tha jo ki 14 dabe ke sath 400 logo baithe the,ea train 35 km janekelye 57 minut laga tha,uske bat kolkata se hugli madras se delhi hoke 1875 tak pure 4000 km tak railway ke network fail gayatha,pehele koibhi train me toilet nehi tha 1891 me train dabe ke andar toilet diya gaya ur sath me train dabe ke andar light ke bhi byabastha karwaya gaya,1925 me pehelibar india me electry train chalaya gaya kurla se thane ke bij uswaqt indian log ne angrejo ko bhagane me jute the jiske karan 1930 se leke 1954 tak railway ke koibhi paribartan nehi hua,
indian-railway-history-in-hindi

indian railway Gk-
1- india me peheli bar 1837 me train ke testing hua tha,
2- india me pehelibar pesenger trian 1853 april 16 ko chalatha,
3- india world ke 4th nomber bade railnetwork hai,
4- india me 1925 me pehelibar electry train chalayaga,
5- 1957 me india rdsc railway ka ek dusra diparment kholagaya jo indian railway ka cnotrol karne keliye,
6- india me 1086 me pehelibar mumbai me riservvation ticket anounce hua tha,
7- india ko lutne keliye hi angrejo ne india me train chalwatha,
8- indian train ke network 65,0000 km tak fela hai,
9-india me bahut hi jald metro train anebala hai,
10- howrah junction india ka sabse bada railway station hai jahan 23 platfrom hai,
11- gorakhpur railway platform india ke bade railway platform hai,

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

how can i helf you

टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.