-->

gkexpres site ke madat se hum logon ko new upcoming movie,current affairs new technology,historycal facts,indian ,odisha job,festivals,artichteture,internet,gk,earning app review,type ke sare jankari dete hain

बुधवार, 24 जून 2020

Kedarnath temple History in hindi

dharti me char dhaam hai or unmese ek kedarnath hai jo utarakhand me sthit hai so aj hum kedarnath ke history ko suru se leke akhri tak sudh hindi me janenge jise har ek bhartiya ko janna jaruri hai taki apne culture or apni biti hui kal ko jan sake or kuch sikh sake,


kedarnath-temple-history-in-hindi

kedarnath temple history in hindi

aj apko kedarnath temple ke sare history ko hindi me milega or apko ise suru se leke akhri tak jarur padhna hai taki ap apne atit ke abreme kuch jan sakoge, so sadion pehele jab mahabharat me kurukhetra ke yudh hua tha panchu pandab ur kaurab ke biz tab jit pandabo ka hua tha yah sabhi log jante hai ,pandabo ne yudh jitne ke bat kei salo tak pandobo ne apne rajya me sasan kiye ur bat me unko ehesas hua ki hum itne logo ko mara hai or bhale hi dharm ke liye hum ladhe the pr pap to kiya hai to isi pap ko kaise dhola jaye yah sochte hai,

 

ehi soch ke pandabo ne sri kirshna ke pas aye ur apne baten batane lege to sri krishna ne kaha hm bat to sehi hai jaise bhi ho tum pap kiye ho ur isi pap ko mitane keliye apko lord siv se milne padega ehi keheke wo duarika chelegaye humesa keliye,pandobo ne siv ke darsan keliye nikle apne samrajya ko tyag kar pr siv jahan rehete the wahn nehi the,lord siv ne janbuj ke wo jagah chhod diye the jahn pehele rehete the kiyun ki unko pata tha ki pandobo ne unse milne keliye aarahe hai or bhagban siv ne kehi or chele gaye,

 

phir unko dhundte dhundte pandabo ne kedarnath pahach gaye fir wahan bhi siv ne inko dekhte hi chhup gaye pr judhirsti ne dekhliya tha unka chhupte hue ur wo samaj gaya ki hum itna pap kiye hai ki lord siv bhi humko mukti nehi dilasakte hai isiliye wo chhup rahe hai ehi soch rahe the pandobo ne, isi waqt ek sandh ne pandobo par akraman kardiya ea dekh ke vim ko gusa agaya vim ka gusa dekh ke sandh ne apne sir ko sorang me chhupa diya pr vim ne sandh ki punch ko pakad kar khinch ne lage tab sandh ki sar dhad se alag hojata hai ur wohi sir siv ling me badal jata hai,

 

tabhi siv ne wahn prakat hote hai eahi dekh ke pandobo ne khus hojate hai ur apne manki baten batate hai tab siv ne pandobo ko swarg jane ka marg bata te hai,pandobo ne wohi siv ke ling ko puja karte hai ur wo log swarg ki ur nikal jata hai,batadun ki kedarnth me jo siv ling ko pandobo ne puja kiya the wahan ek mandir banaya jata hai or us din se wahan bhagban siv ke puja archana kiya jata hai or use swarg ke dham kaha jata hai jo dharti se hokar swarg ko jata hai,to yah tha kuch jankari kedarnnath temple history ke

 
kedarnath-temple-unknownon-fects-gk-in-hindi

kedarnath temple facts in hindi

1- kedarnath me lord siva ko kedarkhand ke nam se puja kiya jata hai,

2- kedarnath ke temple uttrakhand ke rudraparayag distric me hai,

3-kedarnth ke temple mandagini river ke pas ur himalaya parbat ke upar hai,

4-kedarnath ko log swarg jane ka marg kehete hai,

5- kedarnath ke temple morden history ke anusar 8th century me banayagaya tha,

 

6- kedarnath temple facts yah hai ki yah mandir 400 sal tak baraf ke niche dabatha ur fir apneap baraf mandir ki upar se hat gaya ur log fir se puja karne lege,

7- kedarnath April se November ke bich hi khota hai,

8- kedarnath mandir ke heghit 85 fit,80 fit chuda hai,

10- kedarnath mandir ko adishankaracharjya ne banwaye the,

11- kedar nath mandir bade bade pathoro se banaya gaya hai,

 

12- kedarnath temple jane keliye apko kei hajar sidi (lader) chandhna padega,

13- kedarnnath tmple ko leke ek movie banayagaya hai apchahoto dekhsekte ho,

14- kedarnath temple me harwaqt sardi ka mausam hi chelta hai, to yah tha kuch kedarnath temple facts jo apko hindi me diya gaya hai,


i hope ki apko kedarnath temple ke bareme har jankari hogaya hoga,ese hi naye purane jankari keliye gkexpres ke sath jude rahiye or ho sake to isi articel ko share kar dijiye, coment me jarur likhe kedarnath temple history padh ke apko kaisa laga

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

how can i helf you

टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.