-->

gkexpres site ke madat se hum logon ko new upcoming movie,current affairs new technology,historycal facts,indian ,odisha job,festivals,artichteture,internet,gk,earning app review,type ke sare jankari dete hain

रविवार, 5 जुलाई 2020

guru purnima 2020 // guru purnima gk and facts in hindi

july 5 2020 guru purnima,jise log asadh purnima ur biyas purnima bhi kehete hai,santh bed byas jayti ke sath janiye pure guru purnima ke facts and gk,

guru-purnima-india-festyval-facts-and-gk

Chandra grahan and Gurupurnima-
purnima tithi ma laxmi ke sabse priya din kehelata hai,puran ke gatha anusar purnima ke din dhan prapt karne ke ek maha din hota hai, 5 july 2020 me ek maha sanyog banraha hai bataden ki isi sal me ea tisra grahan legraha hai 70 sal ke bat pehelibar guru purnima ke din chandra grahan sanyog horaha hai ese dharm ke anusar magh chandra grahan bhi kehete hai,is bar chandra grahan subha 8,38am ko suru hoga ur 11,21am me samapt hoga,

Guru purnima-
 guru sa bad kar koi dharm nehi ur guru se bad kar koi bichar nehi -
guru brama guru bisnu
          guru deba maheswara,
guru sakhyat parambramha 
           tase sri gurube namah,
guru ko hindu dharm me kitna mahatwa diya jata hai isi se pata chelta hai,guru purnima har sal ke asadh tithi ke sukla pakhya purnima ke din hota hai kyun ki bed,puran,upanyast ur mahabharat ke rachana karnewale maharsi bed biyas ka janm isi tithi ko hua tha,isiliye unke janm din ko hi guru purnima ke din ke rup manajata hai,is bar guru purnima 5 july ko hai wo bhi chandra grahan ke din ye ek maha sanyog hai,
puran ke anusar dharti ke pehele gur lord siv ko manajata hai kyun ko wo sabse pehele prasuram ur suny dev ko dunia ka riti niti ke bareme gayan diye the ur wohi prasuram ur suny dev ne dhrti ke 7 logo ko apne giyan diye the jise sapt rushi kaha jata hai,isiliye guru purnma ke din siv ke puja ke sath samasta debtaon ke guru bruhaspati ke puja ardhana hota hai,maharshi  bed biyas ke bhi puja hota hai,hindu dharm ke anusar guru hi dunia hai ur dunia hi guru hai isiliye kyun ki guru ke ades me chalnewale aksar ache marg pr chalte haiur wolog hume sa sukhi ur mukhs prapt karte hai, isiliye guru purnima ke din apke guru ko ap puja kare ur apke koibhi guru nehi hai to apne pa ma ke bhakti karen atha ba lord siv ke ara dhana kare,
guru-purnima-facts-and-gk-in-hindi

Guru purnima gk-

1- guru purnima hr sal asadh mehina ke suklapaskh ke purnima ke din hi ata hai,
2- maharshi bed biyas ke janm tithi ko hi guru purnima manajata hai,
3- maharshi bed biyas jinhone bed,puran,upnasat ur mahabaharat rachana karnewala rushi muni hai jiske janm tithi ko guru purnima ke din ke rup manajata hai,
4- guru purnima ke din lord tri dev,bruhasapati ur guru ke puja archana kiya jata hai,
5- july ,5 ,2020 ko guru purnima ke din hi chandra grahan hai  jo ki ek maha sanyog hai,
6- guru purnima ke din guru ke muhu se apne liye nikli hui har sabd apne jiban me samajata hai,

ese hi jan kari pane keliye hume jarur folow kare ur apke koi sujab hai to niche jarur coment karen hum pke utar 24 hr ke andar dene ko koisis kare nge thank you..hapy guru purnima..

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

how can i helf you

टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.