-->

gkexpres site ke madat se hum logon ko new upcoming movie,current affairs new technology,historycal facts,indian ,odisha job,festivals,artichteture,internet,gk,earning app review,type ke sare jankari dete hain

गुरुवार, 2 जुलाई 2020

london bridge history in hindi

london bridge history kiya hai ? aj hum london bridge ke history ko hindi me janenge,ise tower bridge bhi kahajata hai jiska pichhe bhi ek kahani chhupa hai,isi articel ko suru se last tak jarur padhen nehi to bahut kuch mis kar jaoge,


london-bridge-history-in-hindi
london bridge

london bridge history

     lodon ke lake havasu city me ek nadi hai jiska nam thames river hai,thames nadi me jayada pani hone ke karan kei sare bridge ane jane keliye banaya gaya tha pr wo bridge jayada din tak tik nehi paraha tha isiliye london ke goverment ne tang ake ek tower kaise bade bridge ko banwaya jo such me bahut unchai tha isiliye log use tower bridge kehete hai par yah apne banabati ke karan famus hote gaya tab london ke sarkar ne london bridge nam rakh diya taki lodon desh ke nam bhi logon ke jawn me rahesake,
 
dunia bhar me ea bridge mashur honeke karan ea bridge ko london ka ek pratik bhi  bangaya hai, london bridge contruction  1884 me suru huatha ur 1894 me bankar teyar hogaya,ea mahan bridge ko 2 engnear ne banaye the horace johnes and architec-geroge.stevenson ne,tower bridge ke contract john jaction,bran amstrong,wiliam webster and brattlet ne liya tha, ea bridge ke nirman keliye 480 workers lagethe,london bridge ko ese banaya gaya hai ki log bridge ke upar bhi jaa sakte hai ur nawo yani boat me bridge ke niche bhi jaa sakte hai jo bahut hi amezing look deta hai,
tower-bridge-histroy-in-hindi
tower bridge

london bridge is falling down

kiya apko pata hai  ek bar london bridge is falling down ke trand chalraha tha jise log sun ke hairan rehe gaye the ki kiya such me is mahaan bridge tutne wala hai,me apko bata dun ki yah lodon desh ke chhote bachhon ke kitabon ka poem hai yani just a lyric hai jo london bridge falling down ke title me banaya gaya hai,

london bridge gk and unknown facts

1- london bridge ko tower bridge kehete hai,
2- london bridge ko banane me 10 sal lagatha,
3- london bridge ka nirman 1884 to 1894 me huatha,
4- london ke lake havasu city ke thames nadi (river) me ea tower bridge banaya gaya hai jiska lambai 244 m hai,
5- london bridge ke founder horace johnes and stevenson hai,
6- london bridge ki nirman karjya me 11000 ton rad (steel) lagatha,
7- london bridge ko banane me 8,93,80,219.20 (8 hajar crore 93 lakh 80 hajar 219.20 paisa,)
8- yah bridge london ke ek pratik hai jise sara dunia janta hai,
9- london bridge ke heghit 42 m hai jo ki 138 fit
 
asa karta hun ki apko tower bridge ke bare me sabkuch samajh me aagaya hoga sath hi london bridge falling down ke kahani bhi samajh me agay hoga,to kiya khayal hai london bridge history ke bare me,

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

how can i helf you

टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.