-->

gkexpres site ke madat se hum logon ko new upcoming movie,current affairs new technology,historycal facts,indian ,odisha job,festivals,artichteture,internet,gk,earning app review,type ke sare jankari dete hain

मंगलवार, 7 जुलाई 2020

mona lisa painting facts in hindi (leonardo da benchi)

  mona lisa painting in hindi,leonardo da benchi ke yaha painting sabse adbhut ur jadui painting manaa jata hai,monalisa paiting hatho me banaya gaya ek am painting hai jo 1500 century me banaya gaya tha,yaha painting me kei sare raz chhupa hua hai jaise ap kis bhi angle me yaha painting ko dekhoge to is painting ke smile apko dusra najar ayega,yaha painting duniya ke sabse mehenge painting banchuka hai jiske bare me hum niche bari ki sa likhe hai

Mona Lisa Painting history

 
mona-lisa-painting

  dunia ke mahan painting me se ek painting mona lisa hai jo ajse 500 sal(year) pehele italy desh ke ek mahan genus ne mona lisa painting banaye the jinka nam hai leonardo da binci,mona lisa painting ek esa painting hai jo aj bhi ek mistry bani hui hai,kisi ko nehi pata ki wo painting kiska hai ur kiyun banayagaya hai,iska jabab ajbhi nehi mil raha hai isiliye mona lisa painting ko dunia ki sabse anmol ur rahasyamayi painting kahajata hai,
 
leonardo da bincy ne monal lisa painting ko 1503 me banye pr pure painting ko banane me 14 sal lag gaya tha 1503-1517, is painting ki honth banane me leonardo da binci  ko 12 sal lag gayatha jiskeliye puri paintig teyar hone me 14 sal lag gayatha,leonardo kisi ke bhi painting asani se bana lete the siba unke ma ke painting ko chhod ke kyun ki bachpan se hi leonrado ke mom nehi the,theory  ka mana hai ki mona lisa jo aurat hai ea leonardo ke  ma hai jo leonardo da binchi ne apne dimag me kalpana karke banaye honge pr such bat kisi ko pata nehi hai,
mona-lisa-artist

mona lisa painting unknown facts in hindi

 
1- is painting france  ke lauvre museum me ajbhi achhe se rakha gaya hai.
 
2- isi mahan painting ko 1503 me leonardo da binci ne banaye the,
 
3- isi anmol painting ke size 78/54cm hai jo dibar jaise bada hai,
 
4- isi rahasyamayi painting ki eyebro nehi hai jab ki kuch logon ka manna hai ki yaha eyebrow samaya ke sath bujh gaya hai,
 
5- isi painting ko banane me 14 sal lage the usmese 12 sal srif monalisa ke smile banane me laga the,
 
6- ek bar mona isi painting ko 1911 me museum se binsenzu namak ek insan ne chura liyatha,
 
7- is anmol painting asal me italy sesh ke hai pr use rakha gaya hai france me,
 
8- isi rahasyamayi painting me kon hai wo kisi ko pata nehi, theory ea keheta hai ki mona lisa painting me jo hai wo ek kalpanik aurat hai jo bastab me is dunia me exsit hi nehi karta tha,
 
9- is painting dunia ke sabse mehenge painting hai crore pati bhi kharid nehi payenge,
 
10- isi painting ke price $700 mililion hai,
 
11- isi painting ko nepolion bonapart ne itne pasand kiye the 
 ki wo kuch din keliye apne bedroom me paitning ko lagwaye diye the,
 
12- yaha painting dunia ke sabse mystre and jasui painting hai  
kuyun ki painting me jo mona lisa ke smile hai wo bahut hi atractive hai jo ki ap mona lisa ko jitne angel me dekhoge to mona lisa ke smile ur muh ke reaction utna badalta reheta hai,
 
 
13- is painting ko banane me leonardo ne 30 se jaya layer ke use kiye the jo ki ek kamal ka bat hai,
 
14- is painting ke  sehi speling monna lisa hai pr sari dunia ise mona lisa hi likh ta hai,
 
15- yaha painting ko bahut log barbad karne keliye kosis kiye the pr hr kosis nakam raha,
 
16- yaha painting us jamane ka ek 3d art hai jo hatho me banagaya tha,

kiya ap bhi mona lisa painting facts in hindi pasand aya ur apbhi mona lisa ke orginal painting dekhna chahate hai ? kiya apko lenardo da benchi ke biography padhna chahate hai to coment kare niche ur apka koibhi sujhab ya sabal ho to bhi jarur coment karen

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

how can i helf you

टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.