-->

gkexpres site ke madat se hum logon ko new upcoming movie,current affairs new technology,historycal facts,indian ,odisha job,festivals,artichteture,internet,gk,earning app review,type ke sare jankari dete hain

रविवार, 12 जुलाई 2020

taj mahal facts and history in hindi

Taj mahal dunia ke sabse sunda imarat hai so tajmahal ke facts yafir kaho taj maha ke  history se geography tak pure story janenge is articel pr hindi me,taj mahal kisne banaya tha ur mumtaj kon hai sahajan ke sath unka kiya rista hai pure bistar me janenge,
taj-mahal-facts-and-history-in-hindi

Taj Mahal Kiya Hai-
taj mhal kisika ek nisani hai, sun- 1600 me badsha sahajhan ne apne biwi mumtaj marjane ke bat wo kabar dene keliye tajmahal jaise bade imarte banwaye the,badsa mumtaj ko bahut piyar karte the uske khatir wo mumtaj ko bhulna nehi chahete the isiliey tajmahal banwaye mumtaj ke smruti me,sidhi bat me tajmahal ek kabarstan hai,

Taj Mahal History-
   angrejo se pehele muglo sasan kiye the india me,kahajata hai ki muglo sasan kalin me pure india tehesnehes hogaya tha,mugal ke ek raja sajhan ke jamana jb aya to india me santi ur khusian ke din bhi aya,mogal kalin me sahajhan hi ese ek raja the jo apne life me khud bhi majamasti karte the ur praja ko bhi khusi me rakhte the,

badsha ke 3 bwi the unme se wo mumtaj ko jayada piyar karte the,ek din sahajan ghar me nehi the ur mumtaj achanak marjate hai jiske khbar pake sahajan pura dukh me tut jate hai,badsa apne biwi mumtaj ko marne ke bad bhi bhulna nehi chahete the isiliye woh taj mahal jaise bade imarte banwaye wo isiliye ki mumtaj ke sarir ko dafnane keliye ur ese bhi kiye,

Taj Mahal Contruction-
    taj mahal ke nirman 1631 me suru hua tha ur 1653 ko banke teyar hogaya tha, taj mahal ko banane me 15,00 majudur ur 500 karigar lage the,pure taj mahal ko banwane keliye sange marmar expert karigaro ko iran se bulaya gaya tha, 

taj mahal me 28 kisam ke pathar desine keliye lagayagaya hai jo ki sri lanka,iran,afganistan,chin,arab,tribet jaise bahar desh se mangaya gayatha,tajmahal pure sangemarmar se bana hai,taj mahal bananese pehele tajmahal ki charon ur bade bade kuen khode gaye ur wohi koen me mohagni ,it,pathar,ur bade bade lakdiyan ke sath sehed dalke jalaya gaya tha,tab jake tajmahal ke kam suru hua tha,

taj mahal ke nirman karjaya ne har ek choti se choti chizon ko bhi dhiyan me rakhke banaya gaya hai isiliye taj mahal ki sundarta me koibhi kami nehi hai,

taj-mahal-story

taj mahal fects-
1- taj mahal ko 1631 me banaya gaya tha  
2- taj mahal ko banene keliye 22 sal laga tha, 1631-1653
3- taj mahal ko mogal ke raja sahajan ne banwaye the apne piyar ke nisani ke khatir,
*
*
4- taj mahal up rajya ke agra jille  me hai yamuna nadi ke kinare,
5- taj mahal ke heght 73 m hai jo ki kutab binar se bhi 1 fit jayada,
6- taj mahal ke andar bahut sare kamra hai ur underground me to 40 se bhi jayada kamra honge pr ea ek raz hai ur ajdin tak koibhi ise nehi khola,
*
*
7- taj mahal me jitne bhi kinti pathre lagaya gayatha charon ur wo sab pathar ko angrejo ne khod ke legaye,
8- taj mahal ko 20000 majdur ur kari garon ne banaya the,
9- dunia me bahut bade bade imarat honge pr taj mahal jaisa koi nehi,
*
*

10-taj mahal india ke ek nisani hai,pure dharti ke 90% log tajmahal ko jante hai,
11-taj mahal ke kimat abhi ke time 57,60,0000000 (57 arab,60 crore rupay)
12- taj mahal ke out side char minar hai jo ke bahar ke ur thoda thoda jhuka hua hai wo isiliye ki bhukamp anme me ya fir minar kiskaran tut jayega to taj mahal me nehi girke out side girega,
*
*
13- taj mahal ke mehengi desine ajdin tak pure dunia me kehin pe bhi nehi ki gayi hai,
14- taj mahal ko har din 35000-4000 log dekhne ate hai,
15- taj mahal ke ek kahasiyat ea bhi hai ki uska mukhya sahi duar konsa hai kisko pata nehi hai,kiyun ki taj mahal charo disa me ek jaisi lagta hai,
16- turist taj mahal ke back side ko dekhte pate hai kiyun ki sahi duar ko jane keliye apko yamuna nadi ki ur se ana padega,

 taj mahal facts and history in hindi me apko read karne ko mila so taj mahal ke intresting facts kese laga ur sahajan ke love story yani puri tajmahal ke story kaise laga coment karke batana,ur is topick se koi bhi sujhab hai to hume coment karna taki hum wo sadhar sake ur ap ko ur bhi ache jankari desake,so readera flow kare hume taki koibhi post ke notification ap tak pahanch sake asani se,
have a nice day..

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

how can i helf you

टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.