-->

gkexpres site ke madat se hum logon ko new upcoming movie,current affairs new technology,historycal facts,indian ,odisha job,festivals,artichteture,internet,gk,earning app review,type ke sare jankari dete hain

बुधवार, 24 जून 2020

badrinath temple history in hindi // when to visit badrinath temple

Badrinath templ history kiya hai ? aj hum badrinath temple ke un history ko aj hindi me janenge jise sun ke ap dang rehe jayenge,yah to sab jante hai ki hindu dharm ke 4 dhaamo se ek dhaam badrinath bhi hai to yah sare kuch kaise hua inhi sare baten ko niche achhe se padh sakte ho or apke gyan ko or bhi badha sakte ho,

badrinath-temple-history
badrinath temple

Badrinath Temple History in hindi

 badrinath satya yog ka ek nisani hai,joki lord visnu ko badrinarayan ke nam  se puja kiya jata hai,badrinath uttarakhand ke chamoli disrtick me nar or narayan 2 pahado ke biz sthit hai,badrinath temple ke bagal me ek nadi bhi hai jiska nam hai alakananda,yah mandir sal me 6 mahine khula reheta hai ur 6 mahine band reheta hai,badrinath me ber ped ke bahut bada jungle tha ur whan lord visnu tapasya karte the isiliye ber se badri ur nath yani jagatkarta ke anusar badrinath nam rakha gaya or badrinath temple history in hini yahn khatam nehi hua age aap padh sakte ho, 


kitabon ke anusar usi 8th century me wahan ek yogi rehete the jinka nam tha adi sankaracharya ek din wo sone ke samaya lord visnu ne sapne me ake nadi se unka murti ko nikal kar punhstapit karne keliye kehe the or jab sankaracharya ne agle din nadi ko gaye such me nadi me ek murti ter rahatha ea dekhke adi sankarachaya ne murti ko laake tapta  kund gufa me stapith kiye or wahin se puja archana ke arambh hua tha or baad me ek mandir bhi banwaya gaya tha or ek baat me apko batadun ki sankaracharya ke din se hi badrinath temple history aramh hua hai kiyun ki uske age ka kisiko pata nehi,


badrinath me humesa bhukamf ur barf ki glaciear ke karan badrinath temple bahut bar tut chuka hai par ise bahut bar punh nirman bhi kiya gaya hai,16th century me gadwal ke raja ne badrinath mandir ko bartaman ke rup diye the,puraan ea keheta hai ki vishnu laite hue the ur mataa laxmi unk per daba rehethe us waqt ek sadhu santh ne wo dursya dekh liya ur visnu ko kaha ki aap to laite hue ho ur apke patni ko kam kiyun karwa rehe ho ea sun ke visnu ne paschyatap karne keliye badrinath gaye the or wahan ghor tapasya kiya the,isi liye badrinarayan murti ko badrinath temple me tapasya karne ke rup me hi apko dekhneko milega,



badrinath-temple-history
badri nath temple history

 when to visit badrinath temple

 kiya apko pata hai ki badrinath kab darsan karna chahiye yani darsan karnke sehi time kiya hota hai ? agar ap thand sehe sakte ho to october ya november ke mahine me ap visit kar sakte ho kiyun ki is time bahut hi sukhad dayak hota hai, agar ap sabse best time yani may ya june mahine me bhi jaa sakte ho jo wahan ke normal temprature reheta hai wahan or is time badrinath darsn karne keliye khola reheta hai, agar apko when to visit badrinath temple yani darsan karne keliye complete jankari yahn apko milega,

Badrinath temple gk and unknown facts

1- badrinath temple ko adi sankaracharya ne banwaye the,
2- badrinath me lord bisnu ko badrinayan ke rup me puja karte hai,
3-badrinath nam esiliye rakha gaya ki sandio pehele wahan ber ke ped ki ek badaa sa jungle tha isilye ber yani badri ur nath yani visnu inse milake badrinath nam rakha gaya hai,
 
4- badrinath utrakhand ke chamoli dstric me stith hai,
5- badrinath kedarnath  se 250 km duri me hai,
6- badrinath temple ko 8th century me banayagaya tha,
7- badrinath temple ko 16th century me gadwal ke raja ne bartaman rup diye the yani aj jis temple ko dekh rehe ho,
 
8- badrinath temple ke do ur do pahad hai nar ur narayani
9- badrinath temple ke heghit 50 fit hai,
10- badrinath temple kei bar tuta hai bhukamp ke karan ur kei bar mandir ka punhnirman bhi kiya gaya hai,
 
11- badrinath ke pas ek nadi beheta hai jiska nam alakananda hai,
12- badrinath temple stayug ka ek nisani hai,
13- logoka mane hai ki badrinath visnu ka sayan sthan hai,
14- badrinath temple sal me 6 month kholta hai ur 6 month band reheta hai isi liye sehi time me hi darsan karne nikle,
 
15- badrinath ko jane keliy abhi railway line ke kam suru hua hai,
16- badrinath mandir ko leke ek movie bhi bana hai whan apko badrinath ke puja archana ur rule sab dikhne ko mil jayega jahan lead actors me hai susant singh rajput and sara aali,

asakarta hun ki apko badrinath temple ke sare itihas ko janliya hoga,ese hi bharat des ke sare mandi ke bare me janne keliye hume follow karen,agar apko humare post achha laga to jarur share karen or badrinath temple history ko hindi me kaise laga niche coment karen,

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

how can i helf you

टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.