-->

gkexpres site ke madat se hum logon ko new upcoming movie,current affairs new technology,historycal facts,indian ,odisha job,festivals,artichteture,internet,gk,earning app review,type ke sare jankari dete hain

शनिवार, 27 जून 2020

odisha history in hindi // odisha GK and tourist place

odisha history in hindi,odisha Gk and odisha district name,odisha map,odisha cheap minister,about odisha,odisha puri jaganath temple ,odisha fects in hindi with odisha capital,

odisha-gk-and-tourist-place
odisha Gk-
1- odisha india ke ek bahut bada rajya hai jo ki india map ke anusar odisha 9 nomber me hai ur  purb(east) disa me hai,
2- odisha rajya ke keinam hai jaise-udra,utkala,kalinga,orisha ur ub odisha nam pe janajata hai,
3- odisha me kei sare language me baten kiya jata hai jaise hindi,english,santali,sambalpuri,qui,pr odisha ke main bhasa odia hai,
4- odisha me 30 distric hai jaise-balangir,sambalpuri,baudh,sonepur,kalahandi,nuapada,nayagarh,bargarh,pulbani,gajapati,khorda,baleswar,
jagatsinghpur,keunjhar,majurbhanja,jaipur,bhadrak,kendrapada,dhenkanal,anugul,nabarangpur,malkangiri,
koraput,puri,ganjam,kandhamal,deogarh,sundargarh,jharsuguda,and rayagada,
5- odisha ke capital bhubaneswar hai jo khordha distric me ata hai,
6- odisha ke cheap minister nabin patnaik (2020) hai,
7- odisha puri distric me prsaidh jaganath temple hai jo ki hindu dharm ke 4 dhamo me se ek dham hai,
8- odisha ke sabse bade nadi ka nam mahanadi(river) hai jiska lambai 874 km hai,
9- odisha me 17 lakes hai, sabse bade lakse nam chilika ko kahajata hai,
10- odisha me me samudar bhi hai jiska nam hai bay of bengal,
11- 0disha rajya me kei prakar ke fasal ka kheti kiya jata hai pr dhan ka kheti jayada hota hai,
12- odishi dance, hirakud dam,jaganath temple ur kaling yudh keliye odisha ko janajata hai,
13- odisha hi ek matra rajya  hai jise asok samrat jaise yudha bijay lav karnehi pae ur odisha me hi wo puri tarahse badalgaye the ur chandasok se dharmasok bangaye the,
14- odisha me hr jati ke logo ko apko dekhne ko milega jaise hindu,christien,muslim,budha,alekh mahima,sanartan dharm etc..
15- odisha ki bargarh distric me dhanujatra hota hai jo ki world famus hai,sri    krishna chotese leke bade hokar kans jaise rakhyas ke badh karne tak lagatar 30 din tak natak hota hai ur sab kuch reality me hota hai,
16- odisha me 2020 ke anusar 5,3842 gaon(vilage) hai,
17- odisha ke jan sankhya 2020 ke anusar 4.37 crore log hai,
18- india me odisha 9 nomber bade rajya me hai,
19- odisha ke malkangiri,khandhamal,koraput ur pulbani jaise rajya me pahadi log rehete hai jinka koi link nehi hai dusri logo ke sath ur govment ke sath,
20- odisha me andh biswas ajki date me bhi hai,
21- india ka national khel huky hai jo 90% khiladi odisha ki hote hai,
22- odisha me bahut bade bade company hai jaise-bedant,bhusan,Nalco.
23- odisha ke 30% log dusri rajya ko kam karne jate hai,
24- odisha ke sabse bada distric mayurbhanj hai,
25- odisha me hr type ke festivals hota hai jiase-rath yatra,nuakhai,khudrkuni,raja,diwali,janmastami,ramnabami,ganes puja,swarasti puja,sital sasthi,dhanuyatra,kali puja,manabasa,makara sankranti, bla bla
26- odisha ke economy ki bat kare 2020 me odisha 16 nomber rank me hai india me,
27- odisha ke famous khana chawal hai,
28- odisha ki rajniti ke bat karen to odisha me 3 type ke party hai bjp,kongres and bjd party,
29- odisha rajya bahut bade bade famus temple hai jaise jaganth,konark,lingaraj,chauduar,tarini mandir,samaleswari,
30- odisha ke best tourist place-konarktemple,udayagiri,khandagiri,simili,bhitar kanika jahan magarmach ke dunia hai,chilika lakes jahan apko dunia ka har ek paskhi(bird) dekhneko milega,golden bich,nandan kanan zo and hirakud dam,
 31- dunia ka sabse lambe dam ke darja bhi odisha ko jata hai jo hirakud dam ke nam pe jana jata hai jo 25.6 km lamba hai,
32- odisha ke sadhi (mrge) 3 din se jayada lagta hai jo ki dusre rajya yafir dusre country me 1 din me hi khatam hojata hai,
about-odisha

i hope ki apko odisha rajya ke bare me sub kuch pata hogaya hoga so kuch bhi agar sikhayat hai to hume niche coment karke bata sekte ho,thank you ..

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

how can i helf you

टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.