-->

gkexpres site ke madat se hum logon ko new upcoming movie,current affairs new technology,historycal facts,indian ,odisha job,festivals,artichteture,internet,gk,earning app review,type ke sare jankari dete hain

बुधवार, 15 जुलाई 2020

Top ten richest people in the world 2022

who is the richest man in the world ? 2022 ke anusar top ten richest people in the world me kin kin logon ka nam samil hai or kon hai woh log jinka nam duniya ke 10 amir admi ke list me darj hai,cheliye isi chhote se articel ke andar isi sare jankari ko achhe se le lete hai taki hume bhi kuch motivation mil sake,

top ten richest people in the world

jitne logon ka nam bhi 2022 me top ten richest people in the world ke kitab me samil hai unke nam ke sath unke kam ke bareme bhi janenge, so isi list me sabse pehele Elon musk or jeff bezos ka nam aata hai fir bernad arnault,bill gates,larry page,mark zuckerburg, sergey brin,steve ballmer,larry ellison and warren boffett so cheliye in logon ke janm kunduli ke sath networth bhi janlete hai,

 

Elon musk- 2022 ke hisab se pure dharti ke sabse amir insan ka nam hai elun musk,batadun ki 28-june-1971 me america jaise desh me unka janm hua hai or unhe aj ke tarikh mev50 sal ke hogaye hai,elon musk ne sabse pehele paypal jaise site ko invent kiya uske bat tesla company khada kiya or share market ke wajah se wo rato rat itna paisa wala ban gaya ki uske aspas bhi koi nehi hai,

 

agar apko koi puchhe ki who is no 1 rechest person in 2022 ? to elon musk na ma jarur lijiyega,kiya apko pata hai elon musk networth kitna hai,batadun ki duniyan ka 25% sampati unke pas hai yani karib 29,720 crores usd ise indian curency me khud convert karen or uska ans dekh ke apke hos udjayega inhi ke chalte wo top ten richest people in the world me unka nam sabse upar hai,

Top-ten-richest-people-in-the-world-2022

jeff bezos-kiya ap jante hai yah admi pichhle 4 sal se Top ten richest people in the world me sabse upar tha or abhi jeff bezos dunia ke second richest person hai,inhone ek chhote se dukan ko leke isi bussines ka suruwat kiya tha or aj ke date me itna paisa kamaliya ki wo agar chahe to har roj 50 crore kharcha karega tobhi unka sara paisa kharcha hone me 200 sal lag jayega,

 

cheliye janlete hai jeff ke niji jindegi bareme kuch rochak jankari,zef bezos ke janm 1964 me america me hua tha, inhone 1994  me amazone ke suruwat kiya tha ek chhoti si dukan se,agar hum jeff bezos networth ke bat karen to 2022 ke hisab se karib 20,170 crores usd hai hai jiski madat se sara duniyan ko 2 mahina ka rasan pani khilaya ja sakta hai,so who is the richest man in the world isi review keliye niche jarur comment karna, 

 

bill gates- lagaa tar 8 sal tak duniya ke sabse amir admi ke list me top par rehene wale isnan bill gates hai or jab bhi koi kisi ko who is the richest man in the world puchhta tha tab sabse pehele inka nam hi aata tha,aj bhi log bill gate ko hi duniyan ka sabse bada amir admi mante hai par aj ke tarikh me wo Top ten richest people in the world ke list me chauthe number par hai,


bill gates ke janm 1955 me america jaise des me hua tha,use bachpan se hi technology ka bahut hi dilchas tha jiske chalte wo bada hoke ek softwear devloper ban gaye,1970 me Microsoft corporation ke software ko computer keliye develop kakrke pure world me chha gaye tab se bill gates ke nam top ten richest people in the world list me top par anelaga,bill gates networth ke bat karen to karib 13,650 crores usd hai jinhe ap humare curency me covert karke dekho,


larry page- batadun ki larry page wo insan hai jiski madat se ap or hum internet ko bahut hi asani se excess kar parahe hai yani google ka inventor hai mr larry page jo apne dost ke sath google ke abiskar kiya tha unke bareme bhi last ko hum charcha karenge par pehele larry ke barem thoda jankari de dete hai,


larry page ka janm united states me sun 1973 ko hua tha jo bachpan se hi kuch bada karna chahate the or wo sapna bada hoke sakar bhi kiye,larry page networth ke bat karen to kul sampti 2022 ke hisab se karib 12,140 crores usd hai jiske aspas bhi humare india ke koi bhi log nehi hai,

 

mark jukeberg- duniyan me jitne bhi mobile hai utne sare mobile me jarur ek facbook acount hoga or isi facbook ka inventor hai mark jukeberg,batadun ke mark ke janm united state me hua tha sun 1984-may-14 ko,inhone apne girlfriend ko blackmail karne keliye is app ke invent kiya tha or wo app dekhte dekhte itna  viral ho gaya ki mark ko top ten richest people in the world ke kitab me unka nam darj hogaya humesa keliye,

 

agar hum mark jukeberg networth ke bareme bat karen to 11,600 crores usd hai jo sirf facbook me ka dhamaka hai,mark ne duniyan me ek esa itihas racha jo shayad hi koi wohi record bana payega ya fir tod payega,mark hi ek lauta insan hai jo bahut hi kam umra me duniyan ki sabse amir insan ke list me apne nam darj karwaliya abhi inke rank 5 nomber pe hai,

who-is-the-richest-man-in-the-world

warren buffet- kiya apko pata hai warren buffet ko share market ka badsha kaha jata hai kiyun ki inhone jo bhi share kharidte hai wo company kabhi dubta nehi hai inka anadaja itna sathik hota hai share market ko leke ki khud company ke owner ko utna pata nehi hota ki humare company dubega ya chelega,jab warren ko puchha gaya who is the richest man in the world tab wo khud ka nam liya tha 1998 me or sach me wo ek din duniya ke sabse amir hoke dikha diya,

 

warren buffet networth ke bat karen to 10,050 crores usd hi sirf sharemarket ki wajhse,batadun ki buffet ne apne jindegi me sirf kitabo padhne ke alawa or kuch nehi kiya unka dimag itna satir hai ki wo ghar beithe hi bata dete hai ki konsa company feuter me chalega or konsa company dubea sirf company ke nam sunke,


 
sergey brin-apne google ka janmdata larry page ke nam to upar padha hi hoga to larry page ka dost hai sergey brin or in dono ne hi google ko banaye the,sergey brin ka janm united states me 21-agust-1973 ko hua tha, inko computer ke scinestist bhi kaha jata hai jinke age computer bhi fail hojata hai or inhi wajh se wo top ten richest people in the world ke kitab me apne nam darj karwaliya,


steve ballmer- inka janm 24-march-1956 ko america me huatha or inhone sun 2000 me microsoft ke owner banethe jiske chalte inka nam bhi rato rat arab pati ke list me sumar hogaya,agar hum steve ballmer netwprth ke barem bat karen to unka kul sampati karib 10,430 crores usd hai,

 

larry ellison-inka janm 1944 me huatha america jaise bade country me,lari elison oco ke ceo hai or 2022 ke anusar larry ellison networth karib 12,480 crores usd hai,yah ek esa bussinesman hai jo duniyan ke sabse bade padhalikha admi ke list me bhi unka nam aata hai,larry ke eduction hi hai jise top ten richest people in the world me apne nam ko darj karne keliye sakhyam hue,


yahn jo bhi jankari apko mila hai yah 2022 ke forbes se liya gaya hai jo duniya ke ek matra trusted site hai jahan har second naya naya sicret upadate milta reheta hai,ummid kartahun ki apko yah jankari pasand aaya hoga so ese hi naya naya jakari pane keliye gkexpres ko jarur follow karen or top ten richest people in the world ke bareme koi sabaal yah sujhab hai to niche jarur coment karen,

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

how can i helf you

टिप्पणी: केवल इस ब्लॉग का सदस्य टिप्पणी भेज सकता है.